JAB BHI APSE

JAB BHI APSE
JAB BHI APSE MILNE KI TAKDEER NAZAR AYI MUJHE PAVON MAIN BANDHI ZANJEER NAZAR AYI TERI YAAD MAIN NIKAL PARE MERE AANSUHAR AANSU MAIN TERI TASWEER NAZAR AYI.
  

Jan, 25 2012     156 chars (1 sms)     1147 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Nabz meri dekh k mujhko bimar likh dia,Is jahan me kuch dino ka mehman likh dia,mai kyo na ho jau qurban us hakim pe,jisne ilaj me APKA pyar likh dia.
Apanl yadn me ham tume basana chahte hai. Apne pas tumhe bulana chate hai. Thak gaye ham tume yaad karte karte ab ham tumhe yaad aana chate hai.¡
Khushion se naraz hai jindagi.Pyar ki mohtaz hai jindagi.Hass lete hai logo ko dikhane ke liye.Varna dard ki kitab hai jindgi..
Tanhayi Jab Muqaddar Me Likhi Thi,To Kya Shikayat Apne-Begane Se,Hum Mit Gaye jinki Chahat Mein,Woh Baaz Nahi Aate Hame Aazmane Se.
bahut khoob hoti hai mohabbat me judai,saath deti hai har waqt tanhayi,nigahon me the har jaate hai aansu,puchti hai zindagi ab tak maut kyu nahi aayi
Eh aasmaan wale jameen par uttar kar dekh, hoti hai kaya judai tu bhi bichad kar dekh.....
Jhuti Umidon Par Hame Rehne Do Sada Zindgi Asliyat Janegi To Dar Jaygi.Istarha Mt Chodo Kisi Ka Sath Wrna Khusiya Ask Dekhegi To Mar Jayegi
ek khushi ki chah me har khushi se dur hue hum,kisi se kuch keh bhi na sake itne mazboor hue hum,na aayi unhe nibhani pyar me wafa aur zamane ki nazar bewafa ke naam se mashur hue hum
Aaj N Jane Q Ankho Me Ansu Aa Gaye? Msg Likhte Likhte Khwab Yaad Aa Gaye? Milne Ki Tamanna Thi Apse Lekin,Ansuo Me Aap Nazar Aa Gaye..!!
Ye Shishe Ye Sapne Ye Rishte Ye Dhage Kise Kya Khabar Kab Kaha Toot Jaye Mohobbat Ke Dariya Me Tinke Wafa Ke Najane Ye Kis Mod Par Doob Jaye!
Nazar andaz kaise kare aapko, nazaron me bithaya hai aapko, yaad aane par roye bhi to kaise, darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko....
Har sagar ke do kinare hote hain, kuch log jaan se bhi pyare hote hain,ye zaruri nahi har koi pas ho,kyoki zindgi me yadon ke bhi sahare hote hai.