Jab kabhi aapko

Jab kabhi aapko
Jab kabhi aapko gam sataye....Koi baat dil ko na bhaye....Aankhein sagar chalkaye....Yaad kar ke dekhna hume....kya pata ek aansu kam ho jaaye.
  

Jan, 25 2012     143 chars (1 sms)     1108 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kuch Is Tarah Se Tode Han Milne K Silsily.Sub Nishan Apni Yaad K Mita K Chala Gya.Main Dhundta Raha Jise Milne K WasteWo Shakhs Mere Shehr Main Aa Kr Chala Gya
Baton Baton Main Bichadne Ka Ishara Karke Woh Bi Roye Bahut Hamse Kinara Karke Dekh Lete Hai Chalo Hausla ApneDil Ka Zindgi Bhar Bina Unke Gujara Karke.
Gujar to jayegi tere bagair par bamushkil bekarar gujaregi teri yaadon ke saath .Tera intezar hai qayamat tak,Bemuddat teri aarju rahegi...
ek khushi ki chah me har khushi se dur hue hum,kisi se kuch keh bhi na sake itne mazboor hue hum,na aayi unhe nibhani pyar me wafa aur zamane ki nazar bewafa ke naam se mashur hue hum
Jeet le jaaye koi mujh ko naseebon walaa Zindagi ne mujhe daao pe laga rakha hai
Ik zara si bhool khata ban gayi,Meri vafai hi meri saza ban gai,Dil liya aur khel kar tod diya,Hamari jaan gai unki adaa ban gai.
Khubsurat hai zindagi khwaab ki tarah jaane kab tut jaye kanch ki tarah kisi mod pe mulakat ho gai hamari to ankhen mat modna anjan ki tarah
NA KAR AFSOS MERE DOST, MERE AANSUON PE GAUR KARKE,, DHEERAJ APNI BEBASI PAR LAKH ROTA HAI KABHI KUCHH KHAYAAL KARKE TO KABHI KUCHH KHAYAAL KARKE.
ABB UMAR HO GAYI HAI DIL KI KITAB MAIN KUCH KHUSK PATON K SIWA KUCH NAHI RAHA JAZBE TAMAM KHO GAYE LAMHON KI DHOOL MAIN ABB DIL MAIN DHARKANO K SIWA KUCH NAHI RAHA
yu to koi bi tanha nai hota,cha kar bi kisi se juda nai hota mohabat ko majburiya hi le dubti hai warna koi b khushi se bewafaa nai hota..
Kehte hai gam baatne se hota hai kam, aisa hi kabhi pele maante the hum, tere pyar ki nishani tera gam hi to mere paas, wo bhi baat du to rahega kya mere paas
Tu nahi to zindagi me aur kya rah jae ga.dur tak tanhaiyo ka silsila rah jaega.ankh taza manzaro ki aas me kho jaega.aur dil purane mausamo ko dhundta rah jaega