Woh jo apna

Woh jo apna
Woh jo apna tha wahi aur kisi ka kyun hai Yahi duniya hai to phir aisi yeh duniya kyun hai Yahi hota hai to aakhir yeh hi hota kyun hai…
  

Jan, 27 2012     136 chars (1 sms)     1153 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

In duriyo ko judai mat keh,In khamoshiyo ko narazgi mat kehna Harhaal may saath denge apka,Zindagi ne saath na diya to Bewafa mat kehna
Kya mila Pyar me zindagi keliye,Roz aansu piye kisi keliye,Wo gairo me kushiya manati rahe,Hum taraste rahe ek hasi keliye
Aab es hadd pe laya hai intazaar muzhe, Woh aa bhi jaye to aaye na yaki muzhe.
Tumse Mil Kar Bhi Hum Judai Ke Mor Per Kashti Hui Naseeb To Derya Nahi Raha Kehty Thy Ik Pal Naa Jeeain Gye Tere Begair Hum Dono Reh Gaye Magar Wada Na Raha
Dil k zakhmo par mat ro mere yaar, wkt har zkhma kaa marham hota hai, dil se jo sachaa pyaar kare, unka to khuda bhi deewana hota hai..
Zakhm dene ka andaz kuch aisa hai Zakhm dekar puchte hai ab hal kaisa hai Kisi ek se gila kya karna yaro Saari dunia ka mizaj ek jaisa h
Dosto hum bewafa na the, par hume kisine bana diya. Ab to nafrat ho gayi hai MOHABBAT k naam se.
Kab tak teri judai ke sadme uthau me;Tu kuch asa suluk karke tujhko bhul jau me;Dil mera najuk he aay sangdil sanam;Na or tadpa ke tut ke bikhar jau me;
Thokar khaate hain aur muskuraate hain,Iss dil ko sabr karna sikhaate hain,Hum toh dard lekar bhi unko yaad karte hain aurWoh dard dekar bhi bhul jaate hain.
Kabhi kisi se jikar e judai mat karna.Is DIL se kabhi ruswai mat karna.jab dil uth jaye humse to bata dena.Na bata kar bewafai mat karna.
Ho sakta hai humne anjane me aapko kabhi rula diya, aapne duniya ke kehnepe hume bhula dia, hum to vaise bhi akele the duniya mein, Aaj aapne ehsaas dila diya.
Maana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hume kisi se pyaar nahi, kismat ne sab kuch diya hume, sirf diya hamara woh yaar nahi.