Jab kisi ko

Jab kisi ko
Jab kisi ko kareeb paya kasam se wahi dhoka khaya hai, Kyun dosh dete ho kaante ko, ye zakhm to humne Phoolon se paya hai.
  

Jan, 27 2012     122 chars (1 sms)     1279 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dharti ka gum choopane ke liye gagan hota hai, dil ka gum choppane ke liye badan hota hai, Mer ke bhi choopane honge gum shaayad isliye har laash pe ek kafan hota hai
Zindagi mohtaj nahi raaston ki.. waqt har manzil dikha deta hai... koi marta nahi kisi se juda hokar... waqt sabko jeena sikha deta hai.
Nafrat nahi karna kabi hmse Hm ye sah nhi paynge 1 bar kah dena hmse k hum tumpe etbar nhi karte Apki duniya se haskar chale jayenge.
Usne Jab Mere Sapno Ki Barat Lota Di To Hmne Uske Pyar Ki Hr Sogat Lota Di Jab Usne Mulakto K Din Lota Diye Mene B Use Milan Ki Tmam Rate Lotadi.
Jin halat me rakhoge reh lenge, Ek teri khushi ki khatir zulm she lenge. Kasur kiska hai yeh tum jaante ho, Har khata ka mujrim khud ko keh lenge
Is do pal ki zindgi me tanhai kyo hai,Logo ko humse ruswai kyo hai,Is duniya me insaan kam nahi hai,Fir hamare sath sirf hamari parchai kyo.
Meri Dharkan Se Dil Ka Dharkna Mangoge Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge Main Voh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge
Hr bar unki salamti ki dua krnge,Unki arzo me apni hsti fanh karenge,O chahe damn bachle humse,Lekin hum marte dum tak unse wafa krenge.
Tootte Hue Tare Ko Dekh Kar Maine Kaha_A Dil Mang Le Tu Bhi Fariyad Koi_Par Dil Se Awaz Aai Ki Jo Khud Toot Raha Hai_Kaise Poori Karega Wo Fariyad Koi... !!!
jindagi kya hai, shayad ak sach shayad ak jhoot, par jindagi main vahi safal hota hai, jo ise ak khel mankar chalta hai,kyonki khel main harkar bhi kuch seekhne ko milta hai
Bin tumhare na ji paungi mai Tumhari banke jindgi bitaungi mai Dur jane ki sochna bhi mat Aapke itna sochne se hi mar jaungi mai.
BAHAAR AA BHI JAYE TO KYA HO JAYEGA HAM AKELE HONGE AUR DIL BHI AKELA HOGA, KASH KI TUM AATE BAHAAR KE SATH TUM SE KAHTE VO SARE DUKH JO TUMHAARE BIN GUJARE HAIN.