Har taraf gairahi hai,Kinaara nazar nahi aata.Vaada toh kar lete hai bahot mohabbat kar lene ke baad,Par jab musibat pade, toh koi saath nibhaane nahi aata
Mat Khol Mere Makaan K Udas Derwaze Hawa Ka Shor Meri Uljanhain Berha Dega Mein Khoob Waqif Hoon Apne Dost Ki Fitrat Se Wo Jab Dega Dard To Rula Dega..
Sata sata ke hamen ashqbar karti hai Tumhari yaad bahut beqaraar karti hai Gila nahi ke nasibo ne kar diya hai juda Teri judaai bhi hamse pyar karti hai