Har Gam Sahe Uske Pyar Ki khatir.Har Diwar Todi uske Dedar ki Khatir..dunya Ko bHula diya usey Pane Ki khatir. Usne mera Dil tod Diya Auron Ki Khatir..
koi kya jaane ki hum hanste hua bhi roote hai, dil ke jajbaat ko asko mein piro lete hai, har baar dil mein ek kwavhis leker, dil hi dil mein use tod ker hans lete hai
Sabab judai ka kuch to batoo muje, Phir chahe Dil-O-Jaan se sataoo muje, Chalo yeh mana k tumhain fursat hi nahi, Magar ye Jarorri to nahi k bhool jao muje
Badalti Ruton Se Ghabra K,Anshuon Se Tang Aaa KIk Roz Me NeApne Sare Khawab Apne Kamre Ki Diwaron Se Keh Dale Or Ab Me Sota Rehta Hun,Diwaarain Roti Rehti Hain