TERI AWAZ TERE

TERI AWAZ TERE
TERI AWAZ TERE ROOP KI PEHCHAAN HAI,TERE DIL KI DHARKAN MERE DIL KI JAAN HAI,NA SUNU JIS ROZ TERI BATEIN,LAGTA HAI US ROZ YEH JISM HI BEJAAN HAI.
  

Jan, 27 2012     145 chars (1 sms)     6809 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tamanna Kare Aap Jis Baharo Ki Vo Bahar Aapke Kadmo Me-Ho... Khuda Aapko Vo Haqeqat Me De, Jo Socha Aapne Kabhi Sapno Me-Ho.
Kyun Pyaar us par hi aata hai?Jo mil kar bhi naa mil pata hai? ? ?Kaise yeh usse batayein hum?uske bin ek pal bhi reh na paayein hum??
Kuch lamhe kuch ehsaas mitaye nahi jate Kuch meethe-2 pal bhulaye nahi jate kuch nazre khud hi keh jati he Kuch alfaaz sunaye nahi jate
Kyo hame maut ke paigam diye jate hai, ye sazaa kya kum hai ki hum jiye jate hai, ek unhe hamari parwah nahi, ek hum hai jo unka naam liye jate hai...
Wada karte hai 2sti nibayenge,Koshish yahi rahegi apko nahi satayenge,Jarurat pade to DIL SE pukarna,kisi or k DIL se bhi chale aayenge
Pyas Darya Ki Nigaho Se Chupa Rakhi Hai 1 Badal Se Bhari Aas Lga Rakhi He Teri Ankho Ki Kasish Kese Tuje Smjhau In Chirago Ne Meri Nind Ura Rakhi Hai
Rishta Ulfat Ka Yun Nibaya Jata Hai Ashk Pikar bhi Muskuraya Jata Hai Aise b Mod Aate Hai Muhabbat Me Kisike Khatir Khudko Mitaya Jata hai.
Ikrar me shabdo ki ehmiyat nal hoti, dil k jazbat ki awaz nal hoti,ankhe bayan kar deti hai dil ki dasta,mohabat lafzo ki mohtaz nahi hoti
Tum mujhe kabhi dil kabhi aakhon se pukaro, Ye hothon ke taqaluf to zamane ke liye hain.
Deewane hai tere naam ke is baat se inkar nahi, Kaise kahe ki hume aapse pyar nahi, Kuch to kasoor hai aapki adao ka, Hum akele to gunhegar nahi…..
Zra Si Zindagi Hai Arman Boht Hai Hamdrd Nhi Koi Pr Insan Boht Hai Dil Ka Drd Sune Yu Sunay Kisko Jo Shks Dil K Qareeb Hai Wo Anjan Boht Hai
Tum dur ho magar ye ehsas hota hai,koi hai jo har pal dil k pas hota hai,yad to sabki aati hai magar,aapki yad ka andaz kuch khas hota hai..