Ab kya kahe ki unse mohabat na rahi,Ya ye ki unko humari jarurat na rahi,Unko bhi wada karke bhulane ka shauk hai,Aur humko bhi ab intejar ki aadat na rahi.
Barishon k mausam main tumhain yaad karney ki adat purani hai ab ki baar socha hai adatain badal dalain phir khayal aya k.... adatain badalney se barishain nahin rukti....
Kisi k Chehre Ne Khushbu Ko Kr Dia Pagal Phir Us K Baad Sama Ka Sama Hua Pagal Jo Unse Mene Kaha Zindgi Bana Lo Muje! To Usne Dheere Se Ek Lafz Keh Dia PAGAL