Kya batau ye

Kya batau ye
Kya batau ye qyamat kya hai,Maine ghabra k kaha ruth jana tera.Mot kehte he kise jab mujse pucha,Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera
  

Jan, 28 2012     138 chars (1 sms)     4151 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Udaas na hona,kyuki mein saath hu.Saamne na sahi par aas pas hu.Palko ko band kar ke dil se yaad karna,mein hamesha tumhare liye 1 ehsas hu 1
Uthalo Dupate Ko Zaminse Kahin Daag Na Lag Jaye Pardeme Rakho Chehreko Kahin Duniyame Aag Na Lag Jaye.
ye kaisi kashmakash hai zindagi me, kisi ko dhundte hai hum kisi me"
Dil ne Chaha, Ankho ne Saraha, Hoton se Hui Na Baat; Khwabo me Sajaya, Gale se Lagaya, Afsos Magar Ho Na Saki Mulakat.
Chehre ki har muskan ban jata hai koi, dil ki har dhadkan ban jata hai koi, phir kaise jiye zindagi uske bin, jab zindagi jine ki wajah ban jata hai koi..
mana zindagi ek kawab hai,par har kawab ko manzil nahi milti,tut kar wo rishteen bhikar jate hain,jin rishtoon ko aapni manzil nahi milti
Log kehte hai hui thi barish us roj, unhe kya pata us roj roya tha koi, toote tha dil kisi ka us roz, mohabat ki raaho pr khoya tha koi.
Kusbu Apki Dosti Ki Hme Mehka Jati He Apki Hr Baat Hme Behka Jati He Saas To Bahot Der Leti He Aane Me Hr Saas Se Pahle Apki Yad Aa Jati He
Apko Dekha to Yakin Hota H Kaha Koi Itna Hasin Hota H Dekh Hi Pate He Kaha Apko Dil Kahi to Hosh Kahi Hota H
Vishwas bhari woh muskan tumhari, dil ko choo leti har baat tumhari. aankhon se ojhal ho jao marzi tumhari, par kaise bhoole har yaad tumhari.
Aankhon mein aansuo ko ubharne na diya,Mitti ke motiyo ko bikharne na diya,Jis raah pe pade thay tere kadmo ke nishaa,Uss raah se kisiko guzarne na diya!
Kaise bechain hota hai mann, kaise kat ti hai apne din raat, Zara humko bhi to bataaon, Kaise hoti hai dil ki baat.