Dil ke kone se ek aawaz aati hai, hame har pal unki yaad aati hai. Dil puchta hai bar bar humse Jinhe hum itna yaad karte hai kya unhe bhi hamari yaad aati hai.
Chaha Tha Unhe Hale Dil Sunana, Chaha Tha Unhe Junoone Mohhabatt Dikhana, Nasme Laye The Hum Dil Kured Kured Kar, Per Alfaaz Bhi Chale Gaye Unhe Dekh Kar
Aap jaisa koi meri zindaki mein aaye to baat banjaye Aap jaisa cute meri zindaki mein aaye to baat banjaye Aap jaisa cute meri zindaki mein aaye to baat banjaye Aap jaisa bewakoof meri jhhoti baaton per yakeen kare to "APRIL FOOL" banjaye
Ham to mojud the raato me ujalo ki trah wo nikle hi nhi dhundne walo ki trah, dil to kya ham rooh me bhi utar jate, usne chaha nahi chahne walo ki trah
Reh na paoge kabhi bhulakar dekho, yakin na aata ho to aazmakar dekho, har jagah mehsoos hogi hamari kami, apni suni mehfilon ko kitna bhi saja kar dekho!