Mat Muskurao itna

Mat Muskurao itna
Mat Muskurao itna, ke phoolon ko khabar lag jaye, Ke kare woh tumhari Tareef, Aur tumhe nazar lag jaye.
  

Jan, 28 2012     103 chars (1 sms)     4208 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Jitna pyar paya hai tumse. Ussse aur zyada pane ko jee chahata hai. Jane who kaun se khoobi hai aap mein ki har rishta aapse banane ko jee chahata hai
Ek naam kya likha tera saahil ki ret par,Phir umar bhar hawaon se meri dushmani rahi.
Chand ke liye sitare anek han, lekin sitaron ke liye chand ek hai. Aapke liye to hazaron honge, lekin hamare liye aap hi ek hain.t nahi hoti. Ya tim timate sit
Intejaar ka meetha darad diya hai tumne, Mujh par bada ehsan kiya hai tumne, Kambakth aaj kal hichkiyan bhi nahi aati, Jo soochoon ke abhi mujhe yaad Kiya hai tumne
Der Raat Jab Kisi Ke Yaad SatayeeThandi Hawa Jab Zulfon Ko Sehlaye Karlo Aakhe Band Aur So Jaao Kya Pata Jiska Hai Khayal Wo Khuwabon Main Aa Jaye
Hum aapko pakar khona nahi chahte,aapse juda hokar rona nahi chahte,hamesha mere sath rehna,kyunki hum kisi aur ke hona nahi chahte
Apni nakamiyo k tukde talash krte he,Har gali me dard ki aahen talash krte he,Kuch to baat hai uski fitrat me tabhi,Uske laut aane ki raahen talash krte he.
Is raaz-e-mohabbat ko aam nahi kerna..Chahat k jaazbon ko badnaam nahi kerna..Tum jaan ho mere bas itna samjh lo.. mary in lafzoon ko nelaam nahi kerna.......
hum nay kab us say mulakat ka wada chaha, dur rah kar usay aur bhi ziyada chaha, yaad aya mujhay wo bari shidat se, bhool janay ka usay jub bhi erada chaha
Kashish honi chahiye kisi ko yad karne ki, Lamhe to apne aap mil jate hain. Waqt hona chahiye kisi k saath gujarane k liye, Bahane to apne aap mil jate hain !
Tujhe Dilse juda kbhi hone nhi dengeTujhe Nind b aye toSone nhi dengeTeri Muskan hme itni Pyari he kHm Mar b gye to Rone nhi denge..
Khwab ban k koi ayega to nind ayegi Ab wohi aa k sulayega to nind ayegi Dil ki wo bat jo aankhon se bayan hoti hai Koi honto se sunayega to nind ayegi