Dil hona chahiye jigar hona chahiye,Aashki k liye ik huner hona chahiye,NaZar se NaZar milne par ishq nahi hota,Nazar k us paar bhi 1asar hona chahiye.
Bahut tamana thi kisi ko apna banane ki, Bahut tamana thi kisi ka ho jane ki, Pr kya pta tha jis ke hum hona chahte he, Unhe adat hi nhi kisi ko apna bnane ki.