*Har pal pyar ka irada hai aapse* *apnapan hi kuch itna zyada hai aapse.* *Na sochenge sirf umar bhar k liye* *Qayamat tak sath nibhayenge ye wada hai aapse*
Mere Dil Ki Kahani Ye Bayan Karti Hai,Mahobbat Aasiko Ko Sirf Badnam Karti Hai,Is Badnami K Bawzud Jo Mahobat Karte Hai,Unhe Marne K Baad Duniya Salam Karti Ha
Kuch bikhare sapno se ankhon mein nami hai... Ek chhota sa aasma aur umido ki zamin hai... Yun to bahut kuch hai zindagi main... Sirf jo apna hain uski kami hai......