Intejaar ka meetha darad diya hai tumne, Mujh par bada ehsan kiya hai tumne, Kambakth aaj kal hichkiyan bhi nahi aati, Jo soochoon ke abhi mujhe yaad Kiya hai tumne
:Khubsurat hai vo itna saha nahi jata,Kaise hm khud ko rok le raha nhi jata,Chand me daag hai ye jante hai hm,Lekin rat bhar dekhe bina usko raha nhi jata.