Dil Ke Waadi

Dil Ke Waadi
Dil Ke Waadi Mein Dhadkano Per Ikhtiyaar Nahi Hotaa Ishq Wo Jalwa Hai Jo Pardaa Nasheen Nahi Hotaa..
  

Jan, 30 2012     100 chars (1 sms)     1403 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Tanhaiyon Me Jeena Acha Nhi Lagta Bichar Kar Tum Se Rehna Acha Nhi Lagta Ye DiL Sirf Tum Ko Yad Karta Hai Har Bar Ye Bat Kahna Acha Nhi Lagta
Tu Is Tarah Se Mere Dil Main Shamil Hai Jahan Bhi Jaoon Lagta Hai Teri Mahfil Hai
Kabi raat me tare gin kar to dekho, jitna tum gin paoge utna tum mujhe yaad karte ho, Jitne baaki reh jayege utna mai tume yaad karta hu
Raato ko na jago so liya karo Yu dilme ansu na roko ro liyakaro Hamri yaadme to rehte ho hamesha hi gumsum Kabi apni yaadme bi kho liya karo
Ek Ada Aapki Dil Churaane Ki Ek Ada Aapki Dil Main Bus Jaane Ki Ek Chehra Aapka Chaand Sa Ek Zid Humari Chaand Ko Paane Ki...
EK DIN AAP HUMI KO CHAHENGE DEKH LENA HUM KHUDA SE AAPKO MAANG LAAYENGE DEKH LENA SHAYED AAPKO HUMAARI MOHABBAT KA EHSAAS NAHI AAPSE HI ISKA EHSAAS KARVAYNGE DEKH LENA
Zindgi me ane wale bhi kam na hongejane wale bhi kam na honge Maano na maano udas ho jayegi aapki zindgi ab chaHne walo me hum na hoge..
Raat gujri phir mehekti subah ayi, dil dhadka phir tumhari yaad ayi, aanko ne mehsoos kiya USS hawa KO, jo tumhe chhukar hamare pass ayi”
jee chaahta hai tumse pyari si baat ho, khaamosh taare aur lambi si raat ho, phir saari raat tumse hum kahte raheN, ki tum meri zindagi tum meri qayenaat ho!!
Har khushi me usne hamara sath diya, Har gum me usne humko sahara diya, Aakhir me ruthne ki wajah ye nikli, Ki hum ne us se pyar kiya..
Jab Bhi Pyar Kiya Sirf Haare Hai Fir Bhi Sanam Hum Tumhare Hai,Shayad Tum Bhi Na Ho Mere Kismat Me Par Mere Sapne Sirf Tumhare hain.
ZINDAGI K ZEHER KO AMRUT BNAKAR PI GAYE HE.SHUL ME B FUL JESE MUSKURAKR JI RAHE HE.MAUT B UNHE KYA CHHU SAKEGI.JO LAKHO DILO ME PYAR BANKAR JI RAHE HE.