Khuda se thoda reham khareed lete, aapke zakhmon ka marham khareed lete, agar kahin bikti khusiyan meri, to saari bech kar aapka har gum khareed lete Phool
"Dua" Hai Aap Hamesha Muskurana.! Aankho Me Kabhi Nami Na Lana.! Zindagi Ki Raho Me Kuch Kaante Biche Honge.! Hum Haath Rakh Denge Aap Nikal Jana..!!!!--
Hasa kar kisi din rula mat dena,khas bana kar kabhi gair bana mat dena mana ki roz apse hum milte nahi isi baat ka bahana bana kar kisi din bhula mat dena.