Bhoolein Na Kabhi

Bhoolein Na Kabhi
Bhoolein Na Kabhi Aisi Koi Yaad De Do Bhoole Se Hi Sahi Kabhi Hume Awaz De DoYahan Maut Ka Kise Gham Hai PaL Bhar Ka Tum Agar Sath De Do
  

Jan, 30 2012     136 chars (1 sms)     1166 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Apki o baten yad ayengi. Guzra hwa pal yad ayega.Na shikwa na shikayat karte hi.Ap sada khush raho dil se yahi duwa karte hai-
Husn me naaz tha nazakat thi,Ishq me ehsaas tha sharafat thi,woh zamana bhi kya zamana tha,Pyaar karna bhi ek ibaadat thi..
Nazreen Mili Thi Jinse, Wo Ab Nazar Churaate Hain... Khata Hui Kya Is Dil Se, Wo Ye Bhi Na Bataate Hain!!
mita denge yeh duri, yeh fasle sabhi! kahogi ek baar ki milo aa ke kabhi! na honge door phir tum se is zindagi main! khula rakho tum dar apna, hum atay hain abhi!
Unki Nazron Mein Chupa Aaj Bhi Ek Raaz Tha Wohi Chehra Wohi Libaas Tha Kaise Yaaron Unko Bewafa Kehdu Aaj Bhi Unke Dekhne Ka Wohi Andaaz Tha
Najron ko chhipa ke rakhna, kaatil hai teri nazar; Ek ko to maar diya tumne, karogi kitnon ko ghayal!! Ghayal karaana Ankhon ki adat nahi hoti hai Ghayal hone walon ki Neeyat kharab hoti hai
Jo Pas Na Ho wo Dil k karib Hote He Jiske Pas APNE Na Ho wo sabse Garib Hote He Jo Rakhte He APNAPAN 'AAP'sa Wo sabse KhushNasib Hote he
Nashili aankhon se wo jab hame dekhte hhum ghabraakar aankhen jhuka lete h kaun milaaye unki aakhon se aankhen suna hai wo aankhon se Apna Bana Lete h.
Yaadon se judke yaad ate ho aap, Yaad aakar Yaadgar ban jate ho aap, Yaado ki yaadon me ghir jate ho aap, kyo Yaad ko bhi Yadgar bana jate ho AAP...
TUM SE JUB BHI MILON TUM SE KEHNA CHAHOON....MAIN TO HAR PAL TERAY SATH REHNA CHAHOON....SAAYEY KA KIA HAI SURAJ DHALAY TO CHUP JAYE.....MAIN TO LAHOO BAN KAR TERI RAGON MAIN BEHNA CHAHOON.............
Trasta he dil teri awaz k liye,mohabt bhare chand alfaz k liye,Krdo hme fana apni is adase,Tadapte he hm teri is saza k liye
Mat Muskurao itna, ke phoolon ko khabar lag jaye, Ke kare woh tumhari Tareef, Aur tumhe nazar lag jaye.