Asman ko need

Asman ko need
Asman ko need aaye to kahna sulaau kahan Dharti ko maut aaye to dafnao kahan Sagar mein lehar aaye to chupao kahan Jab teri yaad aye to jau kahan!!!
  

Jan, 31 2012     148 chars (1 sms)     1622 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Chaha To Bahut Lekin Woh Mila Hi Nahi Lakh Koshish Ki Magar Yeh Fasla Mita Hi Nahi
Mujhe is liye gawara hai tere sitam,tere pyar ne sikhhaya Jine Ka Hunar,Tujhe bhulna bhi chaho to bhulao kaise.Teri Yaad Na Aaye To Hoti Nahi Sahar.
Lamha-Lamha waqt gujar jayega, chand lamho me daaman chod jaayega, abhi waqt hai do bate kar lo humse, kya pata kal kaun apki zindagi mein aa jayega.
Phool Khilna Chahta Hai, Kali Khilne Nahin Deti Dil Milnaa Chahtaa Hai, Kismat Milne Nahin Deti
BHOLE BANKAR HAAL PUCHO, BEHTE HAI ASHQ TO BAHNE DO JISSE BADE BAICHENI DIL KI, AISI TASALLI REHNE DO.
Kabi ro k muskraye kabi muskra k roe,Teri yad jab b ayi tuje bhula k roe ek tera hi nam tha jise hazar bar likha,Jitna likh k khush huye Usse jyada mita k roye!
Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Hasil Qyamat to Andaz-e-Bayan Me Hoti Hai Ishq Me Jab Waar Krti Hai Ankhein Tab Talwarein Bhi Aksar Mayan Me Hoti
Bemausam Barsat Aaj Mujhse Kuch Keh Gayi,In Baaho Me Aaj Phir Uski Kami Reh Gayi,Ek Pal Ke Liye Use Gale Lagaya Mene,Aur Phir Uski Yaad Aansu Bankar Beh Gayi.
Nibhaenge pyar marte dam tak,sath denge tumhara har janam tak,agar ye pyar tut jaye kahi,to wada raha nahi karenge pyar kisi aur se agle saat janam tak
Tanhai ka ye aalam he..Rone ko dil karta he..Rokar thak jaate he..To marne ko dil karta he...Lekin mare bhi to kaise...Koi he jiske liye jine ko dil karta he..
Dil ki baat janta nai koi, Kehna in aankhon ka manta nahi koi, Hum to jaan bhi luta de khushi se, Par ehmiyat is jaan ki janta nahi koi
Esa Na Tha Ki Aaine Ke Aage,Hamne Khud Ko Kabhi Savara Na Tha !! Esa Bhi Na Tha Ki Bhari Duniya Main,Mera Koi Sahara Na Tha !! Per Hum Jiske Ho Chuke He Dilo Jaan Se,Afsos Vo Hamara Na Tha !!