Jo tune diya use har pal yaad karenge, Har pal tere milne ki Faryaad karenge . Chale aana jab kabhi khayal aaye MERA, Hum roz khuda se pehle tujhe yaad karenge.
Intejar ka pal bitana Mushkil hai, Bite huye Lamhe wapis lana Mushkil hai, Jo EKbar Bas jay DIL Me Dhadkan Banke, Un Dosto ko DILSE Bhulna Mushkil hai.
Na kabhi ye chupaya ki Pyaar kitna hai,Na kabhi ye Jataya ki dard kitna hai, Bus ek hume aur uss Khuda ko hai maloom,; tujse mulakat ka intezar kitna hai.