Aa mere jaan mera sab kuch to apna ker ly.. Bas mere chahat sy reista ker ly tary liy main kuch b ho sakta hon.. mager mary liy to woh hai jis ky lay main sans ly ta hoon.........
Betaab tamanao ki kasak rehti hai,manzil ko paane ki tadap rehti hai,hum zaroor nazron se dur ho,par hamari band aankhon me dost aapki jhalak rehti hai..
Tumari judai yadon ka izhar karti hai, tumari yaad bahut bekarar karti hai.. Wo din jo sath guzare the humne, talash unhi palon ki ye nazar bar bar karti hai