Aksar Ati Nahi Woh Sham, Jiska Hota Hai Intezar; Aksar Fizain Loot Leti Hai, Khilti Kaliyon ka Khumar; Aksar Kho Jate Hain Log, Jinse Ho Jata Hai Pyar.
dekar humein tadpane ki saza, unko aa raha hain maza. Hum to unki khatir marr mitne ko taiyaar hain... bus ek baar woh keh de ki tu mera yaar hain.......
Pyar chhuipta nahi ankhe jhukane se pyar rukta nhi kisi k samjane se ruk jati h dhadkan tuje bhul jane se hmari to jindagi chalti hai teri yad aane se.
Ankhein Band Kr K Mn Apni Dhoond Loon Ga Tuje Aur Tassawur Mn Hee Kabhi Choom Loon Ga Tuje Bas Ik Arz Hai K Muje Bas Pna Bana Le Phir Chup Rahoon Gha Na Kuch Kahoon Gha TujE.