Hoto ki awaz

Hoto ki awaz
Hoto ki awaz ye aasu kehte hai jo chup rahte lakin phir b behte hai or in asu ki kismat to dekho un k liye behte hai jo aakho me rehte hai
  

Feb, 01 2012     138 chars (1 sms)     1402 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Dil Ko Ata He Jab Bhi Khayal Unka Tasvir Se Puchte He Haal Unka Wo Kbi Humse Pucha Karte The Judaai Kya He Aaj Samajh Aya He Sawal Unka
aankhon me utha sailab to chhalak gaye aansuon ke moti Ho ik hamdard jo ghum ko baante To zindagi kitni khushnuma hoti
Sapne ki tarah tujhe saja k rakhu,Chandani rat ki najro se chhupa k rakhu,Meri takdir mere sathnhi,Warna zindagi bhar tumhe apne siney se laga k rakhu
na is dil par ikhtiyar hai merabas pyar hi pyar hai tera,tujhe dhoondta hu sham-o-sehar,har zikar mein ab naam hai tera.
Haatho se gir gayi meri lakire kahi,Bhul gye hum apni taqdir kahi,Agar tumko mile to utha lena,Mere hisse ki har khushi apne komal se haatho me saja lena..
rone se gham e dil ka guzara nahi hota. HAr shakhs dil ka sahara nahi hota. uss roz lagta hai bekar jiye hum, jis roz zikr tumhara nahi hota
Hum Tadapte hain unki Yaad mein, DiL rota hai unki Fariyad mein, Ae Khuda dikha de ek baar Surat unki, Kahin Dum na nikal jaye unke INTEZAR mein
Har Taraf Bebasi Ka Alam Or Phir Shaam Ki Tanhayi Hai, Ek Doli Idhar Se Kya Guzri,Phir Teri Yaad Chali Aayi Hai
Kuch Nahi Chahiye Muskan Hi Kafi Hai Dil Me Bus 1 Arman Hi Kafi Hai Arman Hai Ye Ki Aap Sada Khush Raho Hume Yad Rakhna,Wo Ehsan Hi Kafi Hai
Anjane me hum apna dil gawa bethe is pyar me kaisa dhoka kar bethe unse kya gila kare bhul hamari hi hjo bina dilwalon se dil laga bethe..!
Jab kabi tera dil ghabraye to lot ana,Agr tuje meri yad aye to lot ana,Kuch waqt acha guzra ha sath tumhare,Wo waqt yad aye to lot ana.
Maine jo socha wo kabhi paya nahi,Chahakar bhi me usko bhul paya nahi,Chahata to tha me usko apnana,par maine usko kabhi ye bataya hi nahi.