Mili hai bahut saza unse dil lagane kinazar laggayi hamare pyar ko zamane kiqabar se nikle dono haath kehte hai Arzu reh gayi unhe gale lagane ki.EID MUBARAK.
May Allah bless you on this auspicious day of Eid, and May it be a new beginning of greater prosperity, success and happiness. Wish you a Hppy Eid Mubarik
Hum app ki yaad main udas hain, Bas app say milnay ki ass hay, Chahay dost kitnay hi kion na hoon, Maray liye tu app hi sab se khas hain...Eid Mubarak To My Cute, Sweet and Special Friend…
Subeh Subeh uth ke ho jawo Fresh, Pehenlo aj sobse aacha sa koi Dress, Doston ka sath aab chalo Ghumne, Eid Mubarak Karo sabko jo aaye Samne. Tumko bhi EID MUBARAK
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani, Karde maaf hum logo ki sare Naformani, Eid Ka din aj aao milke kare yahi wada, Khuda ka hi raaho mein hum chalange sada. Sabko EID MUBARAK