Rangon Ke Tyohar

Rangon Ke Tyohar
Rangon Ke Tyohar Me Sabhi Rangon Ki Ho Bharmar,Dher Saari Khushiyon Se Bhara Ho Aapka Sansar,Yahi Dua hai Bhagwan Se Hamari Har bar.
  

Jan, 14 2012     132 chars (1 sms)     987 views       Festival > Holi

more Holi SMS Messages

NA BALLOON SE, AANA PICHKARI SE. AANA RANGO SE, AANA GULAL SE. A HAPPY HOLI APKO DIRECT DIL SE....
Gulabi se bachpan yaad aaya.surkh lal se jawani.pile,nile,safed huye jab hui shaadi.40 k baad b dikhe hariyali.kaale ki baat na kare, kaala sabse bhaari.jis rang me dube ho mubarak ho wo rang.bhul k saare ranj-o-gum.khele holi..sang-sang
Aishwarya k sath holi me Aish kare. Mallika Sherawat k sath holi me sharart kare.Rani mukerji apki holi k rang ko Rangin kare. Humari nazar na lage apki ragin Rango ko islye Kajol apni aakho k kajal se apki nazar utaare aisi humari HOLI ki subhkamna
Happy Holi! Celebrate with Crackers & Diyas.Daru mat pina . Maine bhi nahi pee hai , Chadh jati hai. Sachhi.Merry Xmas once again.Take care!Happy birthday.
Chandan ki khushbu,Resham ka haar! fagun ki fhuhaar,rango ki bhahar!Dil ki ummide apno ka pyaarMubaarak ho apako HOLI KA TYOHAAR
Rango ki varsha, gulal ki phuhar,suraj ki kirne,kushiyon ki bauchar,chandan ki kusbhu,apno ka pya,mubarak ho apko holi ka tyohar
Red 4 prosperity. Green 4 happiness, blue 4 longitivity, orange 4 progress, pink 4 friendship. May u be blessed with all shades of life. Happy holi.
May God spray colors of success and prosperity over you and your family...WISH YOU A HAPPY HOLI.
Chandan ki khusbu, resham ka haar, mithai ki sugandh, barish ki fuhar, radha ki umide, Shyam ka pyar, mubarak ho apko holi ka tyohar.
RANGO ME GHULI LADKI KYA LAAL GULABI HAI,JO DEKHTA HAI KEHTA HAI KYA MAAL GULABI HAI.PICHLE BARAS TUNE JO BHIGOYA THA HOLI ME,AB TAK NISHANI KA WO R
Rangon se bhi rangeen zindagi hai humari, rangeeli rahe yeh bandagi hai humari, kabhi na bigde ye pyar ki rangoli, aye mere yaar aisi HAPPY HOLI.
Rang udaye Pichkari,Rang se rang jaye duniya sari,Holi ke rang aapke jeevan ko rang deYe shubhakamana hai hamari Happy Holi