Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!
Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.