1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!