Mareej ne achanak

Mareej ne achanak
Mareej ne achanak Aankhe kholte hue kaha, Doctor sahib,kya mera Operation kamyab raha? sabar se kaam lo beta,Main Doctor nhi, YAMRAJ hun"......"
  

Jan, 17 2012     144 chars (1 sms)     1473 views       Jokes > Hindi Jokes

more Hindi Jokes SMS Messages

ek Aadmi dusre admi ko peet raha tha Aur khud jor jor se ro raha tha. jab logo ne usse pucha ki tum kyo ro raheho to usne kha- jab mai ise chodunga to ye bhi mujhe ise trah pitega.
Lady TeacheRam make one sentence in which all tenses past, present & future are included. Ram: Sau saal pehle mujhe tumse pyar tha Aaj bhi hai aur Kal bhi rahega!
Teacher:Prove tht things compress wid cold & expand wid heat.Student:Sir, garmiyo ki chuttiya 45 hoti hai aur sardiyo me sikud ke 7 reh jati
Boy chalo!! kisi viran jagah chalte hain..! girl tum aisi vaisi harkat to nahi karoge..?! boy bilkul nahi! girl to fir rehne do....!!
Ganguli's son : Are dekho maa. Papa sixer pe sixer mare ja rahe hain. Gangulis wife : Beta ye ADVERTISEMENT hai !!! .....:-)
God ne tujhe bheja to bheja, lekin behja to aisa bheja ki behje main bheja hi nahi bheja, Ye mujhe kise ne bheja, isliye maine tujhe bheja!
Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.
Man: me movie dekh rha tha usme chudel kabhi aage to kabhi pichhe chal rhi thi.. wife: konsi film Man: hamari shadi ki..
Angry Boss: tumne kabhi ullu dekha hai.. Executive (Sar jhukate hue): Nahin sir.. Boss: Niche kya dekh rahe ho, meri taraf dekho..
How do u CUT roads????? By LAUGHING..... Because "Haste Haste Cut jaye Raste"
EK AISE JAGAH KA NAAM BATAO JO BANAYA TO AADMI NE, PER AADMI JA NAHI PAATE....???Ans:Ladies Toilet.....
Ek Sharabi eyes donate karne gaya,Counter clerk asks-Kuch kehna chahte ho ? Sharabi-Jise lagao usse bata dena ye do peg ke baad khulti hai....