banta apna mobile samundar ke pani me phekakar bolta hai, "Aja, upar aja". His friend asked, "Pani me se upar kaise ayega?".banta- Kyo nahi ayega, DOLPHIN hai.
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai! Maa: Bolo beta. Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye. Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki. Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli