Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya? Banta: Apple khane. Bandar: Yeh to aam ka ped hai. Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
After bus accident.. man crying: mera hath kat gaya. bahut dard ho raha hai. santa: abey chup baith. wo dekh uska gala kat gaya, fir bhi chup-chaap pada hai..!!