1st Sardar:Jab main chhota tha tab Kutab Minar se gir gaya tha 2nd sardar: Fir tu mar gya ki bach gaya? 1st:Mujhe yad nahi kuyoki tab mai bahut chhota tha na.
Santa ke bagiche mein bahut sare ped - paudhe thay, Santa naukar ko bola ped-paudhon ko pani dal. Naukar: Sahab baarish ho rahi hai. Santa: Abe to Chatri leke dal.