Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Wo do pal sath rhne ki baat krte the hm umar k sath ki baat krte the wo raste ki baat krte the hm manzil ki baat krte the phir b chal diye the un ke sath do pal ka rasta tay krne k liye. ye unki khusnasibi thi aur hmari bdnasibi , kyoki unhe to do pal ka sath chahiye, aur hume zindgi bhar ka sath nibhana tha.