Kis rah par jana h ye kon janta h, Kis manzil ko pana h ye kon janta h,khushi k 2 pal milte h to ji bhar k jilo, Kab rooth jaye khud se zindagi ye kon janta h.
Chand sitare teri mutthi me honge... Agar mera hath tere hath me rahe... Shaakh se toot jaye wo kamzor patte hum nahi... Andhiyon se keh do apni aukat me rahe.
Mere Din PHIR se Sawar de,Bus Ek bar PHIR Sensex sudhar de Ruthi Nifty ko manana hai Tute Index Ko sajana hai Margin Ke 2 paise se PHIIR se ASHIANA banana hai
Jivan guzarne ka bahana dhundte hain,Khatam na ho kbhi woh paimana dhundte hain,hosh me to tadpenge raat-din,jo hosh na ane de woh maikhana dhundte hai.
dil lagane se pehle na kuch socha tha dil toot jaane ke baad na socha tha rah par chaltey chale aur karvan banta gaya zindagi mein jo paa liya usi ko manzil samaj kar apna liya