Jo ho gaya use

Jo ho gaya use
Jo ho gaya use soncha nahi karte,jo mil gaya use khoya nahi karte,kuch hasil unhe hota hai"ZINDAGI"me,jo waqt ki halat me 'roya' nahi karte.
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     2933 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

sitaro ko ankho me mehfuz rakhna, badi lambi raat hi raat hogi. Musafir hai hum b, musafir ho tum b, kal kisi aur mod par mulakat hogi.
Rok do mere JANAZE ko ZALIMO,Mujhme jaan aa gayi hai,Peeche mudke dekho KAMEENO,SHARAB ki dukan aa gayi hai.
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai
ek ajeeb si uljhn har dam rehti hai ,aap pas nahi to aapki yaad rehti hai ,bechain hokar dil mobile ko dekhta hai ,aankho me apke sms aane ki aas rahti hai .
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......
Mohabat Ki Kashti Me Swaar The Hum,Socha Tha Pahuch Jayege Chahat K Gaon Me,Dubne Lage To Ehsaas Hua,Hum To Baithe The Kagaz Ki Naav Me!
Jo kal tha use bhulakar to dekho jo aaj hai use jikar to dekho, aane wala pal khud hi sawar jayega, bas zindgi ko pyar se jikar to dekho . .
Zara si Baat der tak rulati rahi,Khushi me bhi akhen aasu bahati rahi,Koi kho ke mil gaya to koi mil ke kho gaya Zindgi bas hame aise hi aazmati rahi.
Badal Se Salaam Leta Hoo Waqt Ke Haath Thaam Lta Ho Maut Ruk Jaati Hai Pal Bhar Ko Jab Hatho Me Jaam Lta Ho
ZINDGI ek raat hai.. Jisme na jane kitne khwaab hai, Jo mil gya wo APNA hai.. Jo tut gya wo SAPNA hai..
Mein tod leta agar wo GULAB hoti;Mein ban jata JAVAB agar wo SAVAL hoti;Sab ko pata hai ki mein Nasha nahi karta;Phir bhi Pi leta agar vo SARAB hoti.
Wo Kya Samzegi Pyar Ki Gahrai Ko, Jo Pagalpan Samzati Hai Meri Tanhai Ko, Wafa Ki Ummid To Humne Hi Ki Thi, Ab Q ilzam De Uski Bewafai ko