Jivan guzarne ka

Jivan guzarne ka
Jivan guzarne ka bahana dhundte hain,Khatam na ho kbhi woh paimana dhundte hain,hosh me to tadpenge raat-din,jo hosh na ane de woh maikhana dhundte hai.
  

Jan, 23 2012     152 chars (1 sms)     1071 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......
Dekha hi kya chand lamho me hamne Dekhne ko sara jaha abhi baki hai Abhi to ki he thodi duniya mutthi me Pane ko sara jaha abhi baki hai.........
dil lagane se pehle na kuch socha tha dil toot jaane ke baad na socha tha rah par chaltey chale aur karvan banta gaya zindagi mein jo paa liya usi ko manzil samaj kar apna liya
Dil ke armaan mandi me beh gaye, Hum scrip Average kar-kar ke mar gaye; Shayad aakhri fall ho yeh bazar me, Har correction yeh soch kar hum seeh gaye
Wada karo toh nibhana seekho Dil ki chahat ko jatana seekho Yun hi kisi se intzaar na karvao,,, Pyare se SMS ka jawab dena to seekho.
Ye Gum K Pyale Hume De Do Hum Gumo Ka Samunder Liye Baithe Hai Hume Bas Tere PYAR Ki Kami Hai Waise To Ham Duniya K SIKANDER Bane Baithe Hai…
Pyase k haath jaise JAAM aa gaya.. Dole kadam to gira UNKI baahon me jaakar.. Aaj hamara PEENA hi hamare KAM aa gaya.:
Zindagi Kya Hai Ek Fasana Hai..Ashk Pipi K Muskurana Hai..Pir Murshid Ho Ya K Badshah Fakir...Jo Bhi Aaya Hai Usko Jana Hai.....
kabhi gam me ho to sms kar lena udas ho humse bat kar lena agar shikva ho hume maf kar dena furast se bethe ho hume yad kar lena
Agar manzil ko pana hai to,Hausala sath rakhna, Agar pyar pana hai toh, Aitbaar sath rakhna, Aur Agar hamesha muskrana hai toh,Hame yaad rakhna.
Me chahta hi nhi tha lajwab krna tumhe warna jawab mere pas har swal ka tha Tumhari jeet se hame khushi hoti hai yahi jawab mere pas meri har ka tha.
Hum aankhoko phool aur hotho ko kamal kehte he, jesi mehfil ho vaisi he gazal kehte he, Hum mehfil me jaya nahi karte, Hum jaha hote he log usai mehfil kehte hai