Shaam suraj ko

Shaam suraj ko
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai
  

Jan, 23 2012     146 chars (1 sms)     1101 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Gam is kadar mila ki sadme p gaye,khusi thodi si mili to milake p gaye,u to na thi janam se pine ki aadat,sharab ko tanha dekha to p gaye
Meri mohabbat ki taqdeer dekho Jo ruthe the unke paigam aa rahe hai Jab maar dala meri pyaas ne mujhko Wo aakho me leke jaam aa rahe hai
Hosley buland kar raaston par chal de, Tujhe tera mukaam mil jayega, Akela tu pehel kar, Kaafila khud bann jayega
Haqikat Samjo Ya Afsana, Apna Samjho Ya Begana Hamara Apka Rista Naya Ho Ya Purana, Lekin Farz Hai Apko Batana, Ki Thandi Shuru Ho Gayi Hai Firbi Roz Nahana
"Nayi subah" ka naya Nazara... Thandi Hawaa" leke aayi paigam Hamaraa.... Jago Utho taiyar ho jao,"Khushiyon" se bhara rahe Aaj ka Din Tumhara...
Agar Koi Pooche Tum SeHaal Chaal Kaise Hai?Kaisi Guzar Rahi Hai?Bs Itna Keh Dena..Suno....Zindagi Me Gham Hen,Gham Me Maza Ha..Or Me MAZE ME HUN.....
SAMAY ki Dhara k Sath HUM Chalte He isi ada PeTo Sab Hum pe Marte He SMS ki Duniya k Hum Betaz Badshah Heisliye LOG Hmko SMS krnese darte He
Waqat Kee Aanch Per Pather B Pighal Jate Hain kehkhain(Hasi) Toot Ker Ansooun Main Badal Jate Hain Kaun Kisi Ko Yaad Rakhta Hai Umer Bher K Liey Waqat K Saath Saath Khayalat B Badal Jate Hain
Shaam suraj ko dhalna sikhati hai,Shama parwane ko jalna sikhati hai.... Girne wale ko hoti to hai taqleef,Par thokar insaan ko chalna sikhati hai
jana kaha tha aur kaha aa gaye duniya me bankar 1 mehman aa gaye abhi to zindagi ki kitab padhi b naiaur na jaane kitne imtehan aa gaye
Chandi ka ghoda sone ki lagam msg pdnewalo ko mera salam.Tea pepsi pinewalo kbhi pani b piya kro,fokat k msg pdnewalo kbhi rply b kiya kro.
Ek din maine dil se puchhaVAADE aur YAADE Inmein kya fark hai ? Jawab mila "VAADE"insaan todtahai.AuR"YAADEN" Insan ko todtiHain..