Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..
Aap jaisa Dost Har 1 ka Khwab Hota hai, Jinka 1 Alag Andaz Hota hai, Aasma me Taron ka koi Hisab Nahi, Par Aapke Jaisa Dost Taron me bhi Aftab Hota hai.