zindagi main sada muskurate raho fasile kam karo dil milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate raho.
Jiss dil pe na aaee chot kabhi woh dard kisi ka kya jane, Khud shamma ko maloom nahi kyon jal jate hain parwaane, Matt poochoo kya guzarti hai juda jab yaar hote hain, Aansoo teer ban ke jigar ke paar hote hain