Shaayad phir se milne ki taqdeer mil jaye,jeevan ka haseen pal mil jaye,chal phir se banaye sagar par ret ka makaan, shaayad waapis apna bachpan mil jaye..
Aapne Apni aankho me nur chupa rakha hai, hosh walo ko Diwana bana rakha hai, naz kaise na karu aapki dosti par, muj jaise naachij ko KHAS bana rakha hai...