Dard gairon ko sunane ki jarurat kaya hai, apne saat auron ko rulane ki jarurat kaya hai? waqt yunhi kam hai DOSTI ke liye, ruth kar waqt gawane ki jarurat kya hai??
GUJRI HUI ZINDGI KO KABHI YAAD NA KARO TAQDEER MAIN JO LIKHA HAI USKI FARIYAAD NA KARO JO HÖNA HAI VO HO KAR RAHEGA AAP FIKRA ME APNI HANSI BARBAAD NA KARO .
Guzra hua waqt dubara nahi aayega, marne ke baad kisi Ko pukara nahi jayega, mere dil Ke jis Kone me teri tasveer lagi hai, teri Kasam yaar us taraf Koi dubara nahi jayega.