Zindagi har pal khas nahi hoti, phulo ki khushbu hamesha pas nahi hoti, milna hamari taqdir me likha tha , varna itni pyari dosti kabhi itefaq nahi hoti.
Nigahen yaar ki tamanna ko machal baithe,Bahkne wale the ki sambhal baithe,Arman tha tujhe dastan-e-zindgi sunaoon,Tum pass aaye to arman bhi nikal baithe.