Zindagi mein kabhi to mujhko yaad karoge, Mehfil mein nahi to tanhai mein fariyad karoge, Humsa na mila na milega koi aur, Tab apni kismet pe naaz karoge.
yaad aai kabhi to aankhen band nuhi karna hum chale bhy jain to ghum nuhi karna. ye zaroori nuhi har rishte ka koi nam ho par dosti ka ahsas dil se kam nuhi karna.