Ajab sa ehsaas

Ajab sa ehsaas
Ajab sa ehsaas hai Dosti, Do insano ka saath hai Dosti. Khuda ki khudai hai Dosti, Zindagi ki sachayi hai Dosti. Naseeb wale hain hum jo payi hai Aapki Dosti
  

Jan, 24 2012     157 chars (1 sms)     1034 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Rishto ki dori kmzor hoti haiAnkhon ki batein dil ki chor hoti haiKhuda ne jb b pucha dosti ka mtlbHmari ungli apki sirf apki or hoti hai
Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Phool Khilte Hain, Khil Kar bikhar jate Hain, Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad Jate Hain!
Gum bahut hai khushiya kam hai,kante bahut hai ful kam hai; manzil dur hai rah kathin hai, dushman bahot hai dost kam hai ,mere zindagi ka ye behal hai, fir bhi jee raha hu kyo ki sath tumhara hai
Har rishta mila virasat mein, Phir dosti kyun alag se banai hai, Kyunki baaki rishte banaye khuda ne, Aur dosti khud khuda ki parchai hai.
Lamhe honge,mulakat b hogi,hum 7 he to fir bat b hogi,jab kabhi zaroorat ho meri bas mudke dekhna,meri dosti hamesha tumhare Sath ho
Har insan ki alag pehchan hoti hai, per hamara sms ki alag hi shaan hoti hai, har kisi ko karte nahi sms, magar jis ko karte hai us me hamari jaan hoti hai
Sab se achha mera yaar hai, Uski hare k shayri mein kitna pyaar hai, Agar na aaya uska sms ek din, To mera mobile rakhna bekaar hai
Ek alag si pehchan banàne ki aadat hai Hùme Zakhm hö jitna gehra utna muskurane ki adt hai Hùme Sab kùch luta dete hai Dösti me Q k Dösti nibhane ki adat hai hume
DoSt Ka Pyar Dua se km nahi hota,Wo chahe Dur b hoto Gum nahi hota,Pyar me aksar DoSti km ho jati he,Par Dostime Pyar km nahi hota
Kaise Ho Tum Jo Chodkr Ja Rhe Ho Apne Sb Kasme Wade Todkar Ja Rhe Ho Teri Dosti Pe Bht Yakin Tha Humko Phir Kis Liye Tum Muh Modkr Ja Rhe Ho
Dard dene wale bahot milte he.Mgar dard lene wale bahot kam milte he.Najuk waqt me hame yad krna kyok jingdi me sache dost bahot km milte he