Hum to yuhi

Hum to yuhi
Hum to yuhi bekhudi me keh baithe the, Ki hume koi yaad nahi karta, Jiss ka aap jaisa pyara dost ho, Woh to khuda se bhi fariyaad nahi karta
  

Jan, 24 2012     140 chars (1 sms)     1253 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti ko bhulna galat bat hai unhi ka zindagi bhar ka sath hai agar bhul gaye to khali hath hai aur agar sath rahe to zamana kahega WAH KYA BAT HAI
Dosti insaan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki hukamat hai aap k pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zarorat hai..
Dost to ruksat ho jaate hain, par kuch yaadon ke daayre ban jaate hain. Bhool jaana to insaan ki fitrat hai, par kuch acche Dost yaadon mein bas jaate hain...
Tinka-Tinka tufan me bikharte chale gaye.Tanhai ki gehraiyo me utarte chale gaye.Udte the jin dosto k sahare aasman me.Ek-Ek karke sab bichadte chale gaye.
Wade B Dost Ne Kya Khub Nibhaye,Zakham Muft Me Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye.Is Se Badhkar Wafa Ki Misal Kya Hogi,Maut Se Pehle Hi Dost Kafan Le Aye..
Yaar hai hamara baharon jaisa... Dil hai uska dildaron jaisa...Bahut doston ki zaroorat nahi..,jab Hamara ek yaar hi hai hazaaron jaisa....
Ashq bahe to ahsaas hota ha, Pyar ke bina jeevan kitna udas hota hai, Umarr ho teri sitaron jitni lambi, Aisa DOST khaha har kisi ke paas hota hai.
Smart tum ho to bure ham bhi nahin, mahlon me tum ho to sadkon pe ham bhi nahin, dosti karke kahte ho busy ho, waqt nikalna hamse sikho, free to ham bhi nahi
Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
Jazbat-e-Ishq nakam na hone dena,Dil ki duniya me shaam na hone dena.Dosti ka har ilzam apne sar lenge,Par dosti ko kabhi badnam na hone den
DoSt Ka Pyar Dua se km nahi hota,Wo chahe Dur b hoto Gum nahi hota,Pyar me aksar DoSti km ho jati he,Par Dostime Pyar km nahi hota
Duniya laut gayi mera gam dekhkar jaise lauti hai lehre kinar dekhkar mere janajeko kanda na dena dost ki main jinda na ho jaun tera sahara dekhkar.