Tumhari dosti aur

Tumhari dosti aur
Tumhari dosti aur wafa hi kafi he,Tamaam umar ye aasra hi kafi he,Hum se dosti tum kabhi na todna,Jeene ke liye ye aasra hi kafi he...
  

Jan, 24 2012     134 chars (1 sms)     2605 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Ajnabi Rishto Ka Naam He Dosti,Har Gum Ki Dawa He Dosti,Dost Bichad Jaye To Rota He Dil,Magar Dosti Tut Jaye To Roti He Zindagi.
Tumne To Yaar Mujhe Jeena Sikha Diya, Mohhabat Ki Raah Par Chalna Sikha Diya. Mili Humko Jab Se Tumahari Dosti, Gum Mein Bhi Muskarana Sikha Diya.
Aye kalam zara dhire dhire chal. Gazab ka mukam aya hai, thehar ja kuch pal ke liye. Teri nok ke neeche mere DOST ka naam aya hai.
KUCH YAADE YAAD RAKHNA KUCH WADE YAAD RAKHNA KUCH BATE YAAD RAKHNA AAGE SATH RHE NA RAHE HAM HAM SATH RAHE THE KABHI BAS YE YAAD RAKHNA,
Hawao ke sath 1 arman bheja hai,Roshani ke jariye 1 paigam bheja hai, Fursat mile to kabul kar lena. is nachiz ne Dosti ka Salaam bheja hai
Vishwas ki ek dori hai dosti,Betab dil ki majburi hai dosti,Na mano to kuch nahi aur mano to BHAGWAN ki bhi kamzori hai dosti..
Dard se aankhen chaar kar lenge, hum bhi intehaan dedenge, teri dosti kee khaatir aye dost, hum dushmano se bhi pyaar kar lenge
Yaade bhi DOSTO se he Mulakate bhi DOSTO se he Sapne bhi DOSTO se he Apne bhi DOSTO se he Ya phir yu kahu, APNI to DUNIYA hi DOSTO se he…
Kuch rishte anjane mein ho jate hai, pehle dil phir zindagi se jud jate hain, kehte hai uss daur ko dosti, jisme dil se dil na jaane kab mil jate hai
SOCHA NAA THA HUM DUR HO JAYENGE, DOSTI MEIN ITNA MAJBOOR HO JAYENGE, AAYEGI JO AAPKI YAAD KABHI, AAPSE HI NAA KEH PAYENGE.
Dost sath denge ganga ke pan tak, biwi degi makan tak,parivar ke log samsaan tak, beta hak pura karega agnidaan tak,par khuda sath dega 2 jaha tak. Dont forget.gd mrng
Ek hasin pal ki jarurat hai hume, bite kal ki jarurat hai hume,Sara zamana ruth gaya hai humse,jo kabhi na ruthe humse aise dost ki jarurat he hume.