Har yado me usi ki yad rehti hai. Meri ankho ko usi ki talash rhti hai. kuch tum b dua kro yaro. Suna hai dosto ki dua me farishto ki fariyad hoti hai…
Wo pal b kya pal raha hoga,Jab khuda aap jaisa DOST bana raha hoga,Pareshan hoga khuda b us waqt,Kyunki har koi aapko paane ke liye khuda ko mana raha hoga!