Jio itna ki marna mushkil ho jaye, Haso itna ki rona mushkil ho jaye, Kisise'DOSTI' banana achhi bat hai, Magar nibhao itna ki bhulana mushkil ho jaye.
Chand se jab mulakat hoti he,aap logo ke bare me kuch baat hoti he, wo kahte hai mere pas khubsurt sitare hai,hum kqhte hai unse bhi achche DOST hmare hai..
Mana ki aaj hamare saath koi dildaar nahi, lekin ye mat samajhna ki hamein kisi se pyar nahi, Kismat ne sab kuch diya hamein sirf diya hamara woh yaar nai