sab apki ankhon se jahan dekh rahe hai mai apki nazron me jahan dekh raha hun ,tu dhoodh rahi ho gi mujhko wahan ae mere dost mai kab se teri raah yahan dekh raha hun
Kalam uthaya hai par lafz nahi milta, Jisko dhoond rahe hai who shuks nahi milta. Firte hai who zamane ki talash mein, Bas humare liye unhe waqt nahi milta.