din hua hai

din hua hai
din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
  

Jan, 23 2012     140 chars (1 sms)     1016 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Sirf yadoon ka silsila reh gaya, Khuda jane unse humara kya rishta reh gaya, Ek chand chup gaya jane kahan, Ek sitara use doondta reh gaya.
Logo ko aksar kehte suna: “Zinda rahe toh phir milenge”. Magar aap se mil ke Isha dil ne mehsoos kiya hai ki, “Aapse milte rahe toh Zinda Rahenge
Band aakhon se dhekna adat h tmhri...Muh se kuch na khna adat h tumhri..Mar gaye inhi adayo pe hum..ye dosti h janha me sabse pyariii...
Phool khilte rahein zindgi ki raah mein hassi chamakti rahe aapki nigaah mein kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko dil deta hai yehi dua baar-baar aapko
Dosti ki hai, Nibhani to padegi, Aapki taklif hume baatni to padegi, Aapki taklif na jaan sake to dosti kis kaam ki, Aapke liye mar na sake to zindagi kis kam ki.
Na gulfam chaiye na salam chaiye Na mubarak ka paigham chaiye Jisko pee kar hosh ud jaye Labo ko aisa jaam chaiye
Kinaro ki kabhi had nhi hoti Tarano ki kabhi ginti nhi hoti Bachke rehna humse Kyuki hamare dil me kaid dosto ki kabhi zamanat nhi hoti
Lambi Hai Manzil Dur Hai Kinara Dost Kyu Nai Aaya Aaj sMs Tumhara, Bhul Gaye No. Ya Naam Hamara, Ya Koi Mil Gaya Humse v Pyara..?
Chand ka kehna wo to lakho me 1 hai, Aap ka kya kehana aap to karodo me 1 hai, Apni dosti ka kya kehana, Wo to khuda se bhi nek hai.
din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi.
Saato aasman ki sair hum kar aaye, har ek taare se Dosti kar aaye, Ek TARA khas tha jise hum saath le aaye, Warma aap sochiye aap is zamane par kaise aaye
Chand ki chandni shayad madhyam pad jaye, phulon ki khushbu shayad phiki pad jaye. Par hamari dosti mehekti rahe, shayad zindagi ke lamhe kam pad jaye.