Teri dosti ne

Teri dosti ne
Teri dosti ne Zindgi ko Ek Maksad diya hai.Har Sukh-Dukh me Maine Tera ehsaas kiya hai.Jab bhi Jhapke Palak Teri to Samaj lenais dost ne yaad kiya hai.
  

Jan, 24 2012     151 chars (1 sms)     1059 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Us nazar ki taraf mat dekho jo apko dekhne se inkar karti hai,duniya ki bheed me us nazar ko dekho jo sirf apka hi intzar karti hai..
kash khusiyo ki koi dukan hoty hame bas usky pahchan hoty bhar dete apka daman khusiyo se kemat chahe hamary jaan hoty
Pyaar karna hme bhi sikha do zara,Apne dil ke kone mey humko bethalo,Hum aap ke dil mein hai ke nahi,Hontho se na sahi "S_M_S" karke hi batta do jara..
Kabhi badli hui takdir nazar ati hai, yado ki bas ek zanjir nazar ati hai , pade bhi to kya pade yaar- mujhe mobile me bhi teri tasveer nazar ati hai
Har koi pyar ke liye rota hai, Har koi pyar ke liye tadapta hai, Mere pyar ko galat mat samazna? Pyar to "DOSTI" main bhi hota hai..
ZINDAGI NAHI HAI HAMEIN DOSTOON SE PYAARI.. DOSTO PE HAAZIR HAI JAAN HAMARI.. AANKHON MEIN HAMARI ANSOO HAI TO KYA... JAAN SE BHI PYAARI HAI DOST MUSKAN TUMHARI...
]Dil se Bolu ek baat me sachi..Hum tum ek Dal ke Panchi!Dosti hamari ye hogi na kachi..Teri Photo se mere negative acche
Zindage Hr Pal Khas Nhi Hoti Phulon K Khusbu Hamesa Pas Nahi Hoti Milna Hmare Taqder Me Likha Tha Warna Itni Piyari Dosti Hamri Itefaq N hoti
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi ko kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.
Hum woh nahi jo tum ko ghum main shor dain, hum woh nahi jo tum se nata shor dain , hum woh hain, ke ager teri sanse ruk jae,to tuj se apni sanse jorh dain.
Sapnon ke Aap sahil hue, Najane kaise hum Aapke kabil hue... Karzdar rahenge hum us haseen pal ke, Jab aap hamari is choti si duniya me shamil hue.
Khawabo Me AneWale Tera-Shukriya,Dil-Ko BehlaneWale Tera-Shukriya Kaun Karta Hai Is Zamane Me Kisise Dosti Itni,Hume Dost KehneWale Tera Shukriya