Phool sukh jate hai 1 waqt ke baad, log badal jate hai 1 waqt ke baad, apni dosti bhi tootegi 1 waqt ke baad, lekin woh waqt ayega meri Maut ke baad...
Zindagi hasin hai zindagi se pyaar karo, hai rat to subah ka intzar karo, wo pal b ayega jiska intzar hai aap ko, rab pr bhrosa or waqt pe aitbar rakho…!